|
pingonicechap
|
 |
« on: February 18, 2010, 02:39:55 AM » |
|
. Ab ajnabi ka shayar kehna achha laga... Apne naam se zayada shayar sunna acha laga..
Hum tho shayar hai bhad me Dost app ne SHAYAR kaha wo lafz acha lagaa...
Humne tho apna naam zahir kardiya Sunne ki jo ho kwashih ap ka naam
Wo ab apse keh diya.. Dil ne b apni choti si jagah me
Aap k naam kabza kar ne laga... Ek ajnabi dost hame call karega
Ab barosa hone lagaa... Ab dil tho diwana hone laga.... Dosti ek ajnabi se jo karne lagaa...
3. Kayaal rakne ko kehthe hoo.... Call tho karthe hoo,
Magar mizaz puchna bhool jate ho Dost tho manthe hoo
Magar dosti jatana bhool jathe hoo, Aye Qudha ye kaisa ajnabi dost ham ne paya hai...
Kayaal rakne ko kehtha hai Magr baat karne ko darta hai...
Hum b tho unke dost hai Phir kyun Ye yaad dilana padtha hai..
|